Nam Aankhein Hain
Sookh Na Paaein
Sookh Na Paaein
Sookh Na Paaein
Girte Ashkon Ne
Kasmein Uthayin
Kasmein Uthayin
Kasmein Uthayin
Kyun Jhooti Si
Chahatein Lagayin
Chahatein Lagayin
Chahatein Lagayin
Haye
Jaane Dil Tu Kis Taraf Hai Le Chala
Hum Tum Bhatakay Mil Raha Na Raasta
Jaane Dil Tu Kis Taraf Hai Le Chala
Hum Tum Bhatakay Mil Raha Na Asraa
Asraa… Na Mila
Kisi Apne Ne
Aankh Hai Rulayi
Aankh Hai Rulayi
Aankh Hai Rulayi
Roya Pachtaya
Maine Kiya Hai Kamaya
Is Duniyadari Ki Khatir
Kya Khoya Kya Paaya
Roya Pachtaya
Maine Kiya Hai Kamaya
Is Duniyadari Ki Khatir
Kya Khoya Kya Paaya
Koi Bhi Na Jaane Hum Hain
Kitna Jalay
Koi Bhi Na Jaane Hum Hain
Kitna Jalay
Seene Mein Dil Nahi Bas Gham Hi Pale
Hum Toh Nange Paon
Kaanton Pe Chalay
Bheer Mein Koi Na Apna Mile
Bheer Mein Koi Na Apna Mile
Har Pal Har Dum Humdum Fikrein Rehti Yaar Ki
Hum Toh Sab Kuch Bhool Gaye
Yaad Rahe Bas Aapki
Ishq Mein Tere Dar Dar Phirte
Phir Bhi Na Tera Naam Liya
Humne Tera Maan Rakha
Rakhi Aabroo Is Pyaar Ki
Bara Tarpe Hain
Dete Hain Duhayi
Dete Hain Duhayi
Dete Hain Duhayi
Kaise Bikhre Hain
Samajh Na Aayi
Samajh Na Aayi
Samajh Na Aayi
Haye
Hastey Hastey Yaar Hum Toh Ro Paray
Aankhein Puchoon Aansoo
Aansoo Phir Se Nam Karein
Hastey Hastey Yaar Hum Toh Ro Paray
Aankhein Poochoon Aansoo
Phir Se Nam Karein
Asraa… Na Mila
Kisi Apne Ne
Aankh Hai Rulayi
Aankh Hai Rulayi
Aankh Hai Rulayi
Roya Pachtaya
Maine Kiya Hai Kamaya
Is Duniyadari Ki Khatir
Kya Khoya Kya Paaya
Roya Pachtaya
Maine Kiya Hai Kamaya
Is Duniyadari Ki Khatir
Kya Khoya Kya Paaya