Yeh Kaisa Ishq Hai Lyrics

Share This Song

Share on facebook
Share on linkedin
Share on twitter
Share on email

Dil Ki Choton Ne Kabhi Chain Se Rehne Na Diya
Jab Chali Sard Hawa Main Ne Tujhe Yaad Kia
Is Ka Rona Nahi Kyon Tum Ne Dil Barbaad Kiya
Is Ka Gham Hai K Bahut Der Se Barbaad Kiya

 

Yeh Kesa Ishq Hai
Yeh Kesa Dard Hai
Yeh Tu He Bata
Tujhe Khabar Hai
Main Tujh Mai Kahin
Tu Mujh Main Kahin
Yeh Tera Hai Khumaar
Yeh Tera Dard Hai
Tu Mera Ishq Hai

 

Dil E Nadan Na Samajh Paya Fasana Dil Ka
Dil Ki Viraani Ne Ghera Hai Deewane Dil Ko
Besabab Kyon Hai Kis Qadar Hai Jalti Yaadon Ka Diya
Teri Yaadon K Basere Ne Tera Hone Na Diya
Is Ka Rona Nahi Kyon Tum Ne Dil Barbaad Kiya
Is Ka Gham Hai K Bahut Der Se Barbaad Kiya

 

Yeh Kesa Ishq Hai
Yeh Kesa Dard Hai
Yeh Tu He Bata
Tujhe Khabar Hai
Main Tujh Mai Kahin
Tu Mujh Main Kahin
Yeh Tera Hai Khumaar
Yeh Tera Dard Hai
Tu Mera Ishq Hai

Explore More Lyrics

#LetsCreate

Unfold your Passion for Music with OMN.